Talaba ke liye kitab chunne me nisab, zabaan aur darja ko madde nazar rakhein. Qaida se tajweed, phir asan tafseer aur seerah ki books se progression banayen. Har student ke liye weekly reading target set karna results improve karta hai.